Prem ka Intekal
Uski nazrein to kahin aur hai Ab hamara dard unko kya dikhega Mar bhi jayein hum agar Kafan bhi na odhane vo ayega Chalo ab ye gum bhi seh lete hain Zindagi ko vida kar chalte hai In aankhon ne dekha hai Tadap teri us insaan ke liye Kar nahi paaya mai kuchh teri qasam Dil ke haathon majboor the kiye Chale jaana chahtey they tumse door is kadar Ke nafrat me tum dekh , mujhe yaad na karo Kambhakkt yadein itni taazi hain aaj Tere har ghav ki, Pyaar me bas pagal hun,rahunga. Mit jaun aaj mai is qadar is dunuya se Koi hai nahi mera tere siva Tujhe to chahiye us bewafa ka saath Meraa pyaar kahaaan padega poora Faaslon ne mujhe har waqt tadpaaya Khush rehna tum oh meri jaan Teri yaadon me manzoor nahi rona Mil jaaon mai mitti me, qabar ho ya masaan